Irada Movie Dialogues: Here You Get All A To Z Dialogues Of Bollywood Movie “Irada Movie Dialogue”. This Movie Is All About Thriller/Drama. Irada Is A Movie Casted On Naseeruddin Shah, Arshad Warsi Directed By Aparnaa Singh With Other Supporting Actors Are Rumana Molli, Sharad Kelkar, Divya Dutta, Sagarika Ghatge, Nikhil Pandey, Diwakar Kumar Playing An Important Role In Irada Movie. Dialogues Of Irada Movie & Irada Movie Punch Lines Along With Irada Dialogues Lyrics Of The Movie Can Be Found Below. Get Yourself Dialogue Savvy Impress Your Friends Colleagues GF/BF. Act Like Movie Star Naseeruddin Shah, Arshad Warsi And Become A Star With The Dialogue Of Irada Trailer And Promos. Here Are The Irada Movie Dialogue Which Might Get You Crazy.
Top Irada Movie Dialogues:
“Talab Ki Raah Main Kuch Paane Se Pehle Kuch Khona Padta Hai… Baday Sauday Nazar Main Ho Toh Chota Hona Padta Hai”
“Girlfriend Nai Aapke Mooh Main Kichad Kya Pheka… Aapne To Boyfriend Ko He Clean Bowled Kar Diya”
“Agar Roz Ka Hisaab Karne Laga To… Apne Aap Se Jhagda Kar Baithunga”
“Yeh Shah Rukh Khan Ke Filmo Ka Sheher Nahe Hai… Raakh Main Duba Hua Sheher Hai… Kabhi Bhe, Koi Bhi Missing Ho Jaata Hai”
“Jalte Ghar Ko Dekhne Walon Phoos Ka Chapppar Aapka Hai… Aapke Peeche Tej Hawa Hai Aage Mukkaddarr Aapka Hai”
“Mutthi Main Band Hai Maut Ka Khail… Dekh Raha Hai Tujhe Aasmaan Se Sohail”
“Aapko Yahaan Case Band Karne Ke Liye Bulaya Hai… Chup Chap Bina Voice Mail Kai Yeh Case Spam Main Daal Do”
“Yeh Seher Jitna Zameen Ke Neeche Hai Na… Utna Hi Zameen Ke Neeche Hai”
Other Dialogues of Irada Movie:
“Main Koi Superman To Hoon Nahin Jo System Ke Upar Chala Jaun Aur Kitna Kamzor Bhe Nahe Ki System Se Kuchla Jaun… Bus Balancing Ka Kaam Kar Raha Hoon”
“Jungle Mein Sirf Ek Sher Hota Hai Aur Sheher Main Sirf Ek Khalifa… Baki Jo Hote Hain Woh Sirf Hote Hain.”
“Reverse Boring Kis Chidiya Ka Naam Hai Yeh Koi Nahin Jaanta… Is Zeher Ki Un Logon Ko Aadat Se Padh Gayi Hai And That Is Good For My Business.”
“Yeh Shayri Mein Aap Bahot Kuch Keh Jaatai Hain”
“Case Ke Liye Dead Body Ki Zaroorat Thi… Socha Tumhari Le Loon”